Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)

कुछ गाने पंचम के - A series of songs composed by Rahul Dev Burman aka Pancham

Wednesday, November 27, 2002

gum_sum kyuu.N hai sanam (Kasme Vaade)

The song was actually composed and even filmed for 'Kasme Vaade', but eventually was left out from the movie. It was also included in the LP of the film. However, apparently it was too good a song to be left out from a movie. So it appeared on the screen in another movie that was
filmed around same the time and had the same team (Pancham-Bawra) working in it. The movie was called 'Bhala Manuush' and Ramesh Behl (prod/dir of 'Kasme Vaade') let the producer/director of that movie use the song. Both films starred the same pair so it must have been even easier. In the process, the song also travelled from one audio company to the other (MIL > HMV). There was a good detailed post on the Pancham group by Sandeep Kulkarni about the whole story (Check http://groups.yahoo.com/group/pancham/message/20328).

Regarding the song - don't bother about any opinion. Just get it from somewhere and listen to it, if you haven't so far. Mildly put, it's fabulous.

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{gum_sum kyuu.N hai sanam}%
\film{Kasme Vaade / Bhala Maanush}%
\year{1978}%
\starring{Randheer Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 27, 2002
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)
% generated using giitaayan
% Audio on: MIL / HMV
%
\printtitle
#indian
%
gum_sum kyuu.N hai sanam
ab zaraa maan jaa
pyaar kaa ye mausam hai
aise me.n dil naa jalaa sthaayii

jaane buujhe nazar churaa_e
dil kii baate.n samajh naa paa_e
o sitam_gar dekh ab to
ho jaa mehar_baa.N
dard diyaa hai to de de dawaa...

kab_se hai beqaraar ye dil
kab_se kahatii huu.N jhuum ke mil
o anaa.Dii, ban khilaa.Dii
le le baaho.n me.n
kaise piyaa se meraa paalaa pa.Daa...
%
#endindian
\endsong

Tuesday, November 26, 2002

jahaa.N bin hawaa ke pardaa hile (Jhootha Sach)

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{jahaa.N bin hawaa ke pardaa hile}%
\film{Jhootha Sach}%
\year{1980}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 26, 2002
% Audio on: HMV
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
jahaa.N bin hawaa ke pardaa hile
aajaa mai.n wahii.n huu.N lag jaa gale
aa jaa machalataa hai dil
haay kaisaa jalataa hai dil

raat jaane se pahale ai sanam aa_iiye
in labo.n ke nishaa.N chho.Date jaa_iiye
ham se nahii.n ab sa.Nbhalataa hai dil
haay kaisaa jalataa hai dil...

aise kho jaaye.n milake aaj ai jaaneman
hosh me.n naa rahe.n do sulagate badan
shamme.n bujhaa do machalataa hai dil
haay kaisaa jalataa hai dil...
%
#endindian
\endsong

Friday, November 22, 2002

kaisii lag rahii huu.N mai.n (Jhootha Sach)

Another of those classic Pancham-Majrooh songs. Lata, past her prime, puts in the grace nevertheless, that the song asks for. Kishore is in his usual 80s style - heavy, mature, convincing and yet naughty when required. Everything fits in the song. Majrooh puts the 'chhe.D' in
the song in his masterly way. And Pancham goes on to show that even in 1984, you could have as good a light romantic song as it can ever get.

This song also reminds me to share an observation with you. I have found it very common with his songs to have some beautiful antaraas, at times with complex melodic patterns, plus some great work done in the interludes, and yet have a simple, even at times unattractive, mukh.Daa.
That's where, IMHO, most of the beauties of Pancham are hidden - in the antaraas and the body of his songs. That's one reason why unless one listens to him full, one is sure to miss a lot. And also on the other side, the more one listens of him, the more one gets fascinated.

Okay. Here I stop. That's, as I said, just one personal generalised observation. Needless to say, opinions can differ. But still here's a personal advice - Never judge a Pancham song merely by its mukh.Daa.

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{kaisii lag rahii huu.N mai.n}%
\film{Jhootha Sach}%
\year{1984}%
\starring{}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 22, 2002
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere 13
% Audio on: HMV
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
lataa:
kaisii lag rahii huu.N mai.n
kahiye kyaa khayaal hai
kishor:
bijaliyaa.N naa gir pa.De.n
ab to ye sawaal hai

kishor:
merii nazar naa lag jaa_e
aajaa lagaa duu.N dilabar
teraa hii kaajal tere ruKHsaar pe
lataa:
o~ ab kyaa nazar kaa laganaa
dil lag chuke hai.n dekho
khoye hai.n ik duuje me.n is pyaar se
kishor:
ye meraa teraa milan kitanaa bemisaal hai..

lataa:
ghu.NghaTaa giraa ke tho.Daa
mukha.Daa dikhaa ke tho.Daa
jab mai.n chaluu.N to tumako kaisaa lage
kishor:
aa_egii aafat ko_ii
hogii qayaamat ko_ii
jiine nahii.n dogii tum
aisaa lage
lataa:
ek hii jalawe me.n tum luT gaye kamaal hai..
%
#endindian
\endsong

Thursday, November 21, 2002

aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N (Baseraa)

This is one song in which I find 'the element' that makes me (and I think many others) love an RD song, in a very prominent form. The element which is the differentiating factor between RD and the rest. I have a simple way to describe how RDs music is different than others - which is the difference of 'waah' and 'aah'. It's only RD who brings the 'aah' out. Most of the rest of the bests stop at 'waah'. This song is an example.

It would feature in my all-time 10 favs any day(that is if I *have to*create such a list). The Bangla version of the song - "aashbo aarek din aaj jaai" is also by Asha.

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N}%
\film{Baseraa}%
\year{1981}%
\starring{Rekha, Rakhi, Shashi Kapoor}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 21, 2002
% Comments: Tere Hamasafar Geet Hain Tere 12
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
huu.N, aa jaauu.N?

aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N
ho~ aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N
kahiye agar apanaa pataa de jaauu.N
de jaauu.N?..

ek hii raat me.n sochaa naa thaa badal jaaoge
raat ba.Dii hii chikanii hai aaj phisal jaaoge
are shaayad mujhe paka.Danaa pa.De ruuk jaauu.N
ruuk jaauu.N?...

ham bhii to aakhir ghar hii ke hai hamasaaye nahii.n
aapake maanaa aur bhii hai.n, ham paraaye nahii.n
are jaan bhii hai haazir abhii paan laa_uu.N
are baabaa paan hai paan...

hosh u.D jaa_e.N dono.n ko jo bahalaanaa pa.De
ek ko khilaanaa duuje ko jo nahalaanaa pa.De
are chhoTe ko tum, ba.De ko mai.n nahalaauu.N
kyo.n nahalaauu.N?...

%
#endindian
\endsong

kaa.Np rahii mai.n (Joshila)

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{kaa.Np rahii mai.n}%
\film{Joshila}%
\year{1973}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Sahir}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 21, 2002
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere 11
% Audio on: Polydor (MIL)
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%

kaa.Np rahii mai.n
abhii zaraa tham jaanam
baakii hai raat abhii
haa.Nf rahii mai.n
le luu.N zaraa dam jaanam
naa kar ye baat abhii

tuune, o re mere jaanii
jo hai jii me.n Thaanii
usase Daruu.N mai.n, Daruu.N mai.n
tuu jo, paas mere aaye
jaan merii jaaye
aahe.n bharuu.N mai.N
jaane de re, rok zaraa haath abhii..

abhii, gul hai.n diiye saare
paas aa jaa pyaare
ban jaa diiwaanaa, diiwaanaa
zaraa, mast mai.n bhii ho luu.N
to ye tujhe boluu.N
tuu hai nishaanaa
mai.n bhii huu.N, tuu bhii hai saath abhii..

%
#endindian
\endsong

Wednesday, November 20, 2002

jhuuThaa kahii.n kaa mujhe aisaa milaa (Jhootha Kahin Ka)

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{jhuuThaa kahii.n kaa mujhe aisaa milaa}%
\film{Jhootha Kahin Ka}%
\year{1979}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 20, 2002
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere 10
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%

jhuuThaa kahii.n kaa mujhe aisaa milaa
jise hai merii wafaao.n se gilaa
ruuThe tuu jabhii tabhii terii qasam jaan jaa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e

dekhe agar tuu pyaar se mujhako
ha.Ns ke mai.n de duu.Ngii piyaa jaan bhii tujhako
ho~ hoTho.n pe gha.Dii gha.Dii teraa hii bas naam aa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e..

roz lage.n naa priit ke mele
aaj to bedardii mujhe baaho.n me.n le le
ho~ dekho nirmohii binaa baat ke hii ruuTh jaa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e..

%
#endindian
\endsong

shikawaa koii tumase (Dhan Daulat)

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{shikawaa koii tumase}%
\film{Dhan Daulat}%
\year{1980}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%
%
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 20, 2002
% Comments: Tere Hamasafar Geet Hain Tere (THGHT)# 9
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%

shikawaa koii tumase naa hai tumape ko_ii zor
tumako apanaa samajhe ham, tum nikale ko_ii aur

laaye the aa.Nkho.n me.n ham bhii kyaa kyaa sapane
chhoTaa sa aa.Ngan sajegaa pyaar se apane
lekin zi.ndagii kaa, nahii.n sapane jaisaa taur...

kahate hai.n raahii ko luuTe hai a.Ndhiyaaraa
lekin luTaa roshanii me.n pyaar hamaaraa
sun lo sun sako to, rote aramaano.n kaa shor...

%
#endindian
\endsong

Posting at RMIM