Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)

कुछ गाने पंचम के - A series of songs composed by Rahul Dev Burman aka Pancham

Wednesday, July 30, 2003

mai.n_ne kahaa thaa (Aamne Samne)

George writes:

Here's a disco floor song forgotten (forgettable?) Shakti Samanta film of the 80s, replete with RD-trademark riffs and a female chorus. What is more interesting about the song is not its music but its interesting structure, not often seen in Hindi film songs, a variation of the common verse/chorus form : it begins with the verse and then moves into the chorus, instead of the usual mukha.Daa-a.ntaraa-mukha.Daa (chorus-verse-chorus) form.


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{mai.n_ne kahaa thaa}%
\film{Aamne Samne}%
\year{1982}%
\starring{Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%
%
% Audio On: MIL
% Contributor: George Thomas (georgethomas at despammed dot com)
% Transliterator: George Thomas (georgethomas at despammed dot com)
% Editor: Vinay P Jain
% Date: July 30, 2003
% Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)
% Comments: verse/chorus form
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%

mujhako havaa_o.n ne rokaa
kaalii ghaTaa_o.n ne rokaa
(deke dhoKaa magar raastaa kaaT kar) \-2
apane chaahane vaalo.n ke mai.n dil me.n samaa gayaa

(mai.nne kahaa thaa mai.n aa_uu.Ngaa
vaadaa kiyaa thaa mai.n aa gayaa
dosto.n ke dushmano.n ke dilo.n pe chhaa gayaa) \-2

karate hu_e merii baate.n
guzare hazaaro.n kii raate.n
(ai hasiino.n suno dil zaraa thaam lo) \-2
phir naa kahanaa zaalim sabakii nii.nde.n u.Daa gayaa
mai.nne kahaa tha mai.n aa_uu.Ngaa \threedots

saaraa shahar jaanataa hai
suurat ye pahachaanataa hai
(is jahaa.N me.n kahii.n ko_ii mujh saa nahii.n) \-2
mai.n sabake dil mei.n apanii tasviir lagaa gayaa
mai.nne kahaa tha mai.n aa_uu.Ngaa \threedots

%
#endindian
\endsong

0 Comments:

Post a Comment

<< Home